1. Hamari pehli zimmidari yeh hai ke ham apne nafs ko paak krein aur phele apna daman gunahon se paak krein. Koshish krein ke aap koi bhi gunnah anjam na den.
2.Hammari dosri zimmadari yeh hai hai ke apnay aap ko gunahon se pak krne ke baad apne ghar waalon ko gunahon se bachahein unhen mukhtalif qism ke azaabon ke baare me bataein.
3.Hammari teesri zimmidari yeh he ke ghar aur nafs ko bachanay ke baad apnay muaashray mein logon ko neki ki raah dikhaen aur unhein gunahon se roken.
